To return to our more recent weekly sutras, please click here.

30th December

प्रभुके अनन्त उपकारो को याद करते रहना, यही सच्ची प्रार्थना और नमस्कार है ।

Prabhu ke Ananta upakāro ko yād karte rahanā, yahī sachī prārthanā aur namaskār hai.

Continuously remembering God’s infinite favours/gratitude is true prayer and salutations to God.

23rd December

दूसरों के सद्गुण और अपने दुर्गुणों को देखने से उन्नति का द्वार खुलता है। अपने गुण ही दिखाई दे और अन्य के दोष, तब आदमी अवनती की और जाता है।

Dūsro ke sadguṇa aur apne durguṇo ko dekhne se unnati kā dwār khultā hai. Apne guṇa hī dikhāi de aur anya ke doṣ, tab ādmī avanti kī aur jātā hai.

The doors to progression open upon seeing the goodness in others and the faults within us. When one sees only the good in oneself and the faults in others, one moves towards their downfall.

16th December

श्रीमद्भगवदगीता के अनुसार भगवद शरणागति ही माया से तरनेका उपाय है ।

Śrimad Bhagavad Gītā ke anusār Bhagavad saranāgati hī māyāse tarnekā upāy hai.

According to Shrimad Bhagavad Gita, the only solution to overcome illusion in the material world is taking refuge in God.

9th December

पराधीनता किसी को अच्छी नहीं लगती, सब मुक्त रहना चाहते हैं। तो फिर हम व्यसनों, काम, क्रोध आदि विकारों की अधीनता क्यूँ स्वीकार कर लेते हैं |

Parādhīntā kisī ko acchī nahīn lagtī, sab mukta rahanā chāhte hai. To phir hum vyasano, kām, krodh ādi vikāro kī adhīntā kyūn svīkār kar lete hai?

No one likes to be dependent, everyone wants to be independent. Then why do we accept dependency on addictive vices like lust and anger?

2nd December

प्रयास आखिरी सांस तक करना चाहिए, या तो लक्ष्य हासिल होगा या अनुभव. दोनों बातें अच्छी है।

Prayās ākharī sāṇs tak karnā chāhiye, yā to lakśya hāsil hogā yā anubhav. Dono bāte achhī hai.

Efforts must be made until the end, either you will succeed in meeting your goal or you will gain the right experience. Both are good and useful.

November

25th November

कोई हमारा अपमान कर सकता है, हमारी मर्जी के बिना अपमानित हम नहीं   होते । दुःख जीवन में आते हैं, दुःखी होते हैं हम अपनी मर्जी से ॥

Koī hamārā apmān kar saktā hai, hamārī marjī ke binā apamānit hum nahīn hote. Dukh jīvan mein āte hai, dukhī hote hai hum apnī marjī se.

Someone can insult us but we will not feel insulted without wanting to. Sorrows come in life, but we get sorrowful due to our own wish.

18th November

प्रभु का नाम सभी के लिये सबसे सुलभ है। नाम नामी से बडा है । ‘राम से बडा राम का नाम’ नामी नाम के अधीन है। नाम जपते रहो।

Prabhu kā nām sabhī ke liye sabse sulabh hai. Nām nāmī se badā hai. ‘Rām se badā Rām kā nām’. Nām nāmī ke adhīn hai. Nām japte raho.

God’s name is easily accessible to all. Name is greater than the named. ‘Ram’s name is superior to Ram’. The named relies on the name. Thus continue chanting God’s name.

11th November

सेव्य के अनुकूल हो कर और सेव्य के ही सुख का विचार कर के जो करी जाय, वही सेवा कहलाय।

Sevya ke anukūl ho kar aur sevya ke hī sukh kā vichār kar ke jo kari jāy, vahī sevā kahlāy.

That service which is done according to the comfort and happiness of the person being served is called true service (seva).

4th November

सरस्वती, लक्ष्मी और काली – ज्ञानशक्ति, द्रव्यशक्ति और क्रियाशक्ति से युक्त हो कर ज़िंदगी में उत्साह के रंग भरो, प्रेम के दीप जलाओ।

Saraswatī, Lakśmī aur Kālī – Gyānśakti, dravyaśakti aur kriyāśakti se yukta ho kar jindagī mein utsāh ke rang bharo, prem ke dīp jalāo.

Saraswati, Lakshmi and Kali – the power of knowledge, wealth and actions – fill your life with joy and enthusiasm by uniting these three in life; light the lamp of love in life.

October

28th October

संबंध कभी भी मीठी आवाज़ या सुन्दर चेहरे से नहीं टिकते, वो टिकते हैं सुन्दर ह्रदय और कभी ना टूटने वाले विश्वास से।

Saṃbaṇdh kabhī bhī mīthī āvāj yā sundar chehere se nahīn ṭikte, vo ṭikte hai sundar hraday aur kabhī nā ṭuṭne vāle viśvās se.

Relationships are never maintained by sweet talks and beautiful faces, they are sustained by a good heart and trust in one another that is never broken.

21st October

रासलीला मतलब जीव और शिवकी एकता।

Rāslīlā matlab jīv aur Shiv kī ektā.

Raas leela means the union between the soul/living being and God.

14th October

हे करुणामयी मेरी माँ ! अपनी करुणामयी दृष्टि से सदा अपने बच्चों की रक्षा, शिक्षा, पोषण और संस्कार का भार तुम ही वहन कर रही हो।

He karunāmayī merī Maa! Apnī karunāmayī driṣti se sadā apne bacho kī rakśā, śikśa, poṣan aur sanskār kā bhār tum hī vahan kar rahī ho.

Oh my graceful mother! You are the only one who always bears the weight of protecting, teaching and nurturing your children.

7th October

ममतामयी माँ इस जगत में परमात्मा की ही साकार मूर्ति है। उसकी सेवा प्रभु की सेवा, उसकी प्रसन्नता प्रभु की प्रसन्नता, उसकी आशीष प्रभु का वरदान।

Mamatāmayī Maa is jagat mein Parmātamā kī hī sākār mūrti hai. Uskī sevā Prabhu kī sevā, uskī prasanntā Prabhu kī prasanntā, uskī āśīṣ Prabhu kā vardān.

The affectionate mother is the personification of God in this world. Serving her is equivalent to serving God, her happiness is God’s happiness, her blessings are a boon from God.

September

30th September

सृष्टि परमात्मा की ही अभिव्यक्ति है । सभी के साथ सद् व्यवहार परमात्मा की पूजा है।

Sruṣti Parmātamā kī hī abhivyakti hai. Sabhī ke sāth saḍ vyavahār Parmātamā kī pūja hai.

The creation is the manifestation of God, good demeanour with all is the worship of God.

23rd September

ईन्सान पाप करते समय हँसता है, फिर रोते हुये उसका फल भुगतना पडता है । पाप से बचो, प्रभु को भजो ।

Insān pāp karte samay hastā hai, phir rote huye uskā fal bhugatnā padtā hai. Pāp se bacho, Prabhu ko bhajo.

A human being laughs while committing sins, then has to cry while reaping for these bad deeds. Refrain from sins, worship God.

16th September

साधकके ह्रदयमें कृष्ण-प्रेमकी जो धारा बहती है, वही है – ‘राधा’ ।

Sādhak ke hraday mein Krishna prem kī jo dhārā bahatī hai, vahī hai – ‘Rādhā’.

The love that exists and flows within a spiritual aspirant’s heart is ‘Radha’.

9th September

गणेश ज्ञानस्वरुप है। ज्ञान विघ्नहर्ता और विघ्नकर्ता दोनों है। वे सदा आप सभी का मंगल करें। मंगलमूर्ति मोरया।

Ganesh gyānsvarup hai. Gyān vignahartā aur vignakartā dono hai. Ve sadā āp sabhī kā mangal kare. Mangalmūrti Moryā.

Lord Ganesh is the form of knowledge. Knowledge can remove barriers as well as cause obstruction. May Lord Ganesh be auspicious to you all. Glory be to Lord Ganesh, the endower of serenity.

2nd September

जगत भी विमोहक है और कन्हैया भी मोहक या मोहन है । पसंदगी आपकी है ।

Jagat bhī vimohak hai or Kanhaiya bhī mohak yā mohan hai. Pasandgī āpkī hai.

Both Kanhaiya and the world are beautiful and captivating. The choice is yours.

August

26th August

सब प्रकार की अनुकूलता में बनी रहे और प्रतिकूलता में मिट जाय ऐसी श्रध्धा कमजो़र है । संतो के संग में ही श्रध्धा बलवती होती है ।

Sab prakār kī anukultā mein banī rahe aur pratikūltā mein mit jāy aisi shraddhā kamjor hai. Santo ke sang mein hī shraddhā balvati hoti hai.

Faith that exists during favourable times and is absent during unfavourable times is weak. Faith is only strenghtened in the company of saints.

19th August

है प्रभु! मैं तुजसे बहुत दूर हूँ लेकिन तूं मेरे सबसे क़रीब है, यह मैं जानता हूँ । मैं तुमको नहीं जानता लेकिन तूं मुजको जानता है। मैं तुजे नहीं देख पा रहा लेकिन तूं मुजे हर पल देखता है, संभालता है।
‘त्वमेव शरणं मम।’

He Prabhu! Mein tujse bahut dūr hū lekin tū mere sabse karīb hai, yaha mein jāntā hū. Mein tumko nahīn jāntā lekin tū mujko jāntā hai. Mein tuje nahīn dekh pā rahā lekin tū muje har pal dekhta hai, sambhāltā hai. ‘Tvamev sharanam mama’.

O God! I am very far from you but you are near to me, I know that. I do not know you but you know me. I cannot see you but you watch me and look after me every moment. ‘I take refuge in you’.

12th August

भगवान शंकरके भजन बीना अहंकार नाश नहीं होता और अहंकार मिटे बीना भक्ति प्राप्त नहीं होति ।

Bhagavān Shankarke bhajan bīnā ahankār nāsh nahi hotā aur ahankār mite bīna bhakti prāpt nahi hoti.

Ego is not destroyed without praying to Lord Shankar and devotion cannot be gained without the annihilation of ego.

5th August

परमात्मा के अनंत उपकार है हम पर । वे न कहते है न बदले में हमसे कुछ चाहते हें । सतत इस बात का स्मरण रहे तब प्रभु में अनुराग होगा ।

Parmātmā ke anant upkār hai hum par. Ve na kahate hai na badle mein hamse kucch chāhte hai. Satat is bāt kā smaran rahe tab Prabhu mein anurāg hogā.

God has many act of favours upon us. He neither tells us of them nor desires anything in return. We will attain love for God if we constantly remind ourself of this.

July

29th July

जौ शऻत है वही शऻति दे सकता है । जौ अशऻत है, अशऻति फैलायेगा । जो भयभीत है, वही भयभीत करता है, भयरहित भयसे बचाता है ।

Jo śānt hai vahi śanti de saktā hai. Jo aśānt hai, aśānti felāyegā. Jo bhaybhīt hai, vahī bhaybhīt kartā hai, bhay rahit bhay se bachāta hai.

Only one who is peaceful can provide peace to others. One who is disturbed will spread restlessness. One who is fearful spreads terror and one who is fearless protects from fear.

22nd July – Guru Purnima

मोह निद्रा में जाने से बचावे और जागृत रखे, ऐसे सदगुरु का मिलना जीवन का परम सद्भाग्य है।

Moh nidrā mein jāne se bachāve aur jāgrut rakhe, aise Sadguru kā milnā jīvan kā param sadbhāgya hai.

It is a great fortune in life to attain a Sadguru who will save us from ignorance and keep us alert and awake so as not to get attached in the material world.

15th July

माता के विचार और पिता के चारित्र्य का प्रतिबिंब है बालक । माँ के उदरमें बना यह पींड साधन है, सेवा का ।

Mātā ke vichār aur pitā ke chāritrya kā pratibimba hai bālak. Mā ke udar mein banā yaha pīnda sādhan hai, sevā kā.

A child is a reflection of a mother’s thoughts and a father’s character. This body, made in a mother’s womb is a means to serve others.

8th July

अपने दोषों का दर्षन हो इसलिये सत्सऺग है दोषों से मुक्त होने का मन करे यह सत्संग की सार्थकता है दोषमुक्त हो जाय यही सत्संग का साफल्य है

Apne doṣo kā darśan ho isiliye satsang hai. Doṣo se mukta hone kā mann kare yaha satsang kī sārthaktā hai. Doṣmukta ho jāy yahī satsang kā sāfalya hai.

Satsang is to help us reflect on our faults. Satsang is effective when there is a desire to get rid of our faults. Satsang is successful when we are free of faults.

July 1st

प्रयास से नहीं, प्रभु की कृपा के बल से ही प्रभु मिल सकते हैं । हम जो साधना करते हैं, वह तो अपनी प्रभु प्राप्ति की प्यास का परिचय मात्र है ।

Prayās se nahīn, Prabhu kī kripa ke bal se hī Prabhu mil sakte hai. Hum jo sādhanā karte hai, vaha to apnī Prabhu prāpti kī pyās kā parichay mātra hai.

God can be attained only through the grace of God, not hard work. Our spiritual endeavours are merely the characteristic of our thirst to attain God.

June

June 24th

पैसे को पानी की तरह बहाओ… परमार्थ में; पानी को पैसे की तरह बापरो… सोच समज कर । जल का दुर्व्यय ना हो। जल है, तो कल है ।

Paise ko pānī kī tarah bahāo…Parmārtha mein; Pānī ko paise kī tarah vāparo…soch samaj kar. Jal kā durvyaya nā ho. Jal hai to kal hai.

Use your money like water for the goodwill of others; Use water like money…carefully. Do not waste water. Tomorrow exists if water exists.

June 17

सभी दोषों में दंभ ज्यादा खतरनाक है महापुरुषों के सान्निध्य और सेवामें रहने से ही दंभ से बचा जा सकता है

Sabhī doṣo mein dambha jyādā khatarnākh hai. Mahāpuruṣo ke sānnidhya aur sevā mein rahne se hī dambh se bacchā jā saktā hai.

Hypocrisy is the most dangerous faults of all. One can refrain from hypocrisy by the association and service of great saints and people.

June 10

गीता गंगा गाय और गायत्री सनातन धर्मोपासना के चार पाये हैं । गीता से शुध्ध मति, गंगा से प्रभुमें रति, गाय से जीवनमें गति और गायत्री से प्रगति ।

Gītā, Gangā, Gāy aur Gāyatri Sanātan Dharmopāsanā ke chār pāye hai. Gītā se shuddh mati, Gangā se Prabhu mein rati, Gāy se jīvan mein gati aur Gāyatrī se pragati.

 

Gita, Ganga, cow and Gayatri are four pillars of the practice of Sanatan Dharma: Gita provides a pure mind, Ganga bestows increasing love for God, cow leads to development in life and Gayatri bestows progression.

June 3 – Purushottam Month

भक्ति के चलते जड़ पत्थर से बनी मूर्तियों में भी भगवान का भाव होता है… तब…चेतन प्राणियों में भगवद्भाव हो तो भक्ति कैसी !

Bhakti ke chalte jad pathar se banī mūrtiyo mein bhī Bhagavān kā bhāv hota hai, tab, chetan prāniyo mein bhagavadbhāv na ho to bhakti kaisī!

Devotion enables one to perceive God in an inanimate idol made of stone, then, devotion that does not let us realise God in other beings is not true devotion!

May

May 27th – Purushottam Month

फर्जका पालन श्री रामसे और प्रेमका पालन श्री कृष्णसे सीखे ।

Tan sansār mein aur mann Prabhu mein rahe to sansār aur Śrī Hari donokī sevā ho saktī hai.

We can serve both God and the world if we utilise our body to help others and engross our mind in God.

May 20th

निरस जीवन को रस से भर ढे, सकाम को निष्काम और निष्काम को कृष्णकी कामना से युक्त कर दे, वह है श्रीमद्भागवत ।

Niras jīvan ko ras se bhar de, sakām ko niṣkām aur niṣkām ko Krishna kī kāmnā se yukta kar de, vaha hai Śrīmad Bhāgavat.

Shrimad Bhagavat is the divine scripture which fills the disinterested life with interest, liberates those with desires from their wants and fills those without desires with love for Lord Krishna.

May 13th

अढ्रश्य देवों के दर्शन की लालसा में हम अपने आसपास के माँ-बाप जैसे ढ्रश्यमान देवों की सेवा से वंचित रह जाते हैं ।

Adraśya devo ke darśan kī lālsā mein hum apne āspās ke maa-baap jaise draśyamān devo kī sevā se vanchit raha jāte hai.

We deprive ourselves from serving our God-like parents around us in the longing of the Gods we cannot see.

May 6th

सफलता स्थाई नहीं है और विफलता अंतिम नहीं है जीवन है तब तक प्रयत्नशील बने रहो

Safaltā sthāǐ nahīn hai aur vifaltā antim nahīn hai. Jīvan hai tab tak prayatnaśīl bane raho.

Success is not permanent and failure is not the end. Keep trying until life exists.

April

April 29th – Buddha Purnima

प्रभु से निरऺतर जो जुड़ा रहता है (भक्त) उसे प्रत्येक परिस्थिति में परमात्मा की कृपा का ही दर्शन होता है ।

Prabhu se nirantar jo judā rahtā hai (bhakta) use pratyek paristhiti mein parmātmā kī kripā kā hī darshan hotā hai.

A devotee who always remains united with God, accepts all situations as God’s grace.

April 22nd – Ganga Saptami

निरंतर बहते रहो, अविरल गंगाप्रवाहत्ः तरल, सरल, नीर्मल, शीतल, मधुर ।

Nirantar bahate raho, aviral gangāpravāhavaṯ: taral, saral, nirmal, śītal, madhur.

Keep flowing, incessantly like Maa Ganga: by being active, simple, pure, cool and sweet.

April 15th

प्रभु से निरऺतर जो जुड़ा रहता है (भक्त) उसे प्रत्येक परिस्थिति में परमात्मा की कृपा का ही दर्शन होता है ।

Prabhu se nirantar jo judā rahtā hai (bhakta) use pratyek paristhiti mein parmātmā kī kripā kā hī darshan hotā hai.

A devotee who always remains united with God, accepts all situations as God’s grace.

April 8th

वाणी की मधुरता से, स्वभाव की उदारता से और प्रेमभरे ह्रदय से सभी अपने हो जाते हैं ।

Vānī kī madhurtā se, svabhāv kī udārtā se aur prem bhare hraday se sabhī apne ho jāte hai.

Everyone becomes close to us through pleasant speech, large heartedness and a hear filled with love.

April 1st

फर्जका पालन श्री रामसे और प्रेमका पालन श्री कृष्णसे सीखे ।

Farjkā pālan Shrī Rām se aur premkā pālan Shrī Krishna se sīkhe.

Learn how to be dutiful from Lord Ram and love others from Lord Krishna.

March

March 25th – Ram Navmi

जीवनमें जब भगवान प्रकट होते हैं तो शऻति और आनंद साथ ही आते हैं

Jīvan mein jab bhagavān prakat hote hai to śānti aur ānand sāth hī āte hai.

Peace and bliss certainly arrive together when God manifests in one’s life.

March 18th

मेरे प्रभु ! मेरे जिस मन मंदिर में आप रहते हो, उसमें मैं द्वेष घृणा वासना आदि गंदगी कैसे रख सकता हूँ ! नाथ ! मेरा मन निर्मल हो ।

Mere Prabhu! Mere jis mann mandir mein aap rahete ho, usme mein dweṣ ghrinā vāsnā ādi gandagī kaise rakh saktā hū! Nāth! Merā mann nirmal ho.

My dear God! How can I keep dirt like hatred, material attachments etc. in my mind which is a temple in which you reside? May my mind be pure.

March 11th

कोई भी परिस्थिति कायम नहीं है हम अपनी मनःस्थिति को ऐसा बनायें कि हर परिस्थिति में शऻत रहें

Koǐ bhī paristhiti kāyam nahīin hai. Hum apnī manahasthiti ko aisa banāye ki har paristhiti mein śānt rahe.

No situation is permanent. Let us mould the state of our mind such that we remain calm in every situation.

March 4th

अप्राप्त के चिंतन और चिंता से मुक्त हो जांय और प्राप्त के सदुपयोग में ध्यान दें, तो आवश्यक अप्राप्त की अवश्य प्राप्ति होगी।

Aprāpta ke chintan aur chintā se mukta ho jāy aur prāpta ke sadupayoga mein dhyān de, to āvaśyak aprāpta kī avaśya prāpti hogī.

Should one concentrate on the good use of what one has rather than focus and worry about what one does not have, then one certainly attains the necessity that one does not have.

February

February 25th – Holi

यह संपूर्ण अस्तित्व ईश्वर है, परमात्मा से अलग कर के इसको हम देख नहीं सकते, जैसे सुवर्ण से अलग करके नेकलेस को।’सीयराम मय सब जग जानी’ ।

Yaha sampūrna astitva Iśwar hai, Parmātmā se alag kar ke isko hum dekh nahīn sakte, jaise suvarna se alag karke necklace ko. ‘Sīyārām maya sab jag jāni’.

This entire existence is God, we cannot see it by separating God from it, just like we cannot see a gold necklace separate to gold. ‘See Sitaram in the whole world’.

February 18th

पवित्र मन ही तीर्थ है। पवित्र मन से किया गया कर्म पुण्य है। पवित्रता है, वहीं प्रसन्नता है। पवित्रता है वहीं सच्चा प्रेम पनपता है।

Pavitra mann hī tīrtha hai. Pavitra mann se kiyā gayā karma punya hai. Pavitratā hai, vahī prasannatā hai. Pavitratā hai vahī sacchā prem panpatā hai.

A pure/virtuous mind is like a holy river. A deed done with a pure mind is a good deed. Where there is virtuousness there is happiness and existence of true love.

February 11th – Mahashivratri

शऺकर भजन बिना जीव राम भक्ति को प्राप्त नहीॱ कर सक्ता ।

Shankar bhajan binā jīv Shrī Rām bhakti ko prāpt nahīn kar saktā.

One cannot attain devotion for Lord Ram without the worship of Lord Shiv.

February 4th

कईं लोग भगवान को तो मानते हैं, लेकिन भगवान की(बात) नहीं मानते। भगवान् को मानने का अर्थ है, भगवान् के बताये मार्ग पर चलना।

Kaī log Bhagavān ko to mānte hai, lekin Bhagavān kī (bāt) nahīn mānte. Bhagavān ko mānne kā artha hai, Bhagavān ke batāye mārg par chalnā.

Many people believe in God but do not listen to what God advises. Believing in God means walking on the path shown by God.

January

January 28th

निद्रा का मतलब अब तक की ग़लतियों का प्रायश्चित और उस से सीख , सुबह मतलब शेष बची हुयी ज़िंदगी का पहला दिन, नयी शुरुआत।

Nidrā kā matlab ab tak kī galatiyo kā prāyśchit aur us se sīkh, subaha matlab śeṣ bacchi huyi zindagī kā pehlā din, nayī śurūāt.

Sleep means repenting on the mistakes made till now and learning from them, morning means the first day of our remaining life, a new start.

January 21st – Republic Day

धर्म, समाज और राजा, यह तीन सत्ता मनुष्य समुदाय को नियंत्रित करतीं हैं। धर्म के पाप-पुण्य , समाज के रीति रिवाज, सरकार के क़ानून व्यवस्था।

Dharma, samāj aur rājā, yaha tīn sattā manuṣya samudāy ko niyantrit karti hai. Dharma ke pāp-punya, samāj ke rīti rivāj, sarkār ke kānun vyavasthā.

Religion, society and government, these three control human beings: religion through the fruit of sins and good deeds, society through customs and manners and government through law and order.

January 14th – Makar Sankranti

सुख की खोज में भटकता आदमी कितना दु:खी हो रहा है !! वही ख़ुद की खोज में लगता, सुख का सही रास्ता सहज में मिल जाता।

Śarīr to panch mahābhūt rūp pānch trustīyo kī sampatti hai. Hum to usmein kirāye par rah rahe hai. Bhajan (sevā) hī yahān āne kā hetu hai, use siddha kare.

This body is the wealth of five trustees of elements it is made of. We live in our body on rent. Bhajan (service to others) is the reason for our arrival in this world, let us accomplish this.

January 7th

सुख की खोज में भटकता आदमी कितना दु:खी हो रहा है !! वही ख़ुद की खोज में लगता, सुख का सही रास्ता सहज में मिल जाता।

Sukh kī khoj mein bhataktā ādmī kitnā dukhī ho rahā hai! Kahī khud kī khoj mein lagtā, sukh kā sahī rāstā sahaj mein mil jātā.

How sorrowful does a person get in the search for happiness! Should one search for one’s own identity, one will easily find the path to happiness.

Menu